Saturday, 5 November 2016

Zayeef hadees in fazail e amaal

A ek Hadees zayeef Hadees hai Jo fazail e amaal kitab me hai. Is par amal karna apne aqeede ko bigadna hai.

Yahan a bayan kia gaya hai ke sabse pehle Muhammad (saw) ko paida kia gaya.

Is baat ko Kuch log mante nahi kyun ke o jante nahi. A hadees aapko kahi nahi milegi siwa Shia ki kitab ke. Is hadees ko zakaria sahab ne nakal kia hai fazail e amaal me. Shayad zakaria sahab bhi jahil hi the. Na unhone is hadees ka hawala dia na hawale ko search Karne ki koshish ki.

Bas unke dimag me Jo aya likha.


Zyada se zyada jhooti zayeef hadees ko samajhne ke liye  truthofdeoband.blogspot.com pe jayiye

No comments:

Post a Comment